Friday, January 11, 2013

Samandar ka ashiyana

Kashti Ko kinara na mila,

Sahil ko sahara na mila,

Duba woh is kadar tufan main,

Maut ke baad samandar main ashiyana mila …..


By ®© Aliasgar™ 02 December 2012