Thursday, January 10, 2013

Tere Gum ka josh Badta chala hai …..

Hava o main josh baad raha hai,

Fiza o main shook baad raha hai,

Wada ki ghadi nazdik hai,

Kafile ke dil main umeed hai,

Kash ke woh dushman ke sine main thoda khof hota,

To aaj nahe ye shok hota,

Do Jajaha main mashoor na hota woh khuda ka rehbar,

Jiska gum aaj sabse azeem hai …..



By ®© Aliasgar™ 22 November 2012

No comments:

Post a Comment